Advocate Umair Ahmad Raan
Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Advocate Umair Ahmad Raan, Health/Beauty, .
Advocate Umair Ahmad Raan
Hmara muashra ma itniii qanoon kiii kmiii q Hy..?⚖️⚖️
Assalam-o-Alaikum! Main hoon Umair Ahmad Raan.
Kya aapko maloom hai ke hamare muashray mein qanoon ki kmi ki asal waja kya hai? Aksar log samajhte hain ke qanoon mehnga hai ya samne wala taqatwar hai, lekin haqiqat isse kahin zyada talkh hai.
Is video mein hum baat karenge:
Hamare muashray mein qanoon ki kami ki asal waja.
Hum taqatwar se nahi, balkay apni La-ilmi (Ignorance) se kyun darte hain?
Ek aam shehri ko apne kanooni huqooq (Legal Rights) ka pata hona kyun zaroori hai?
Main hamesha kehta hoon ke jab tak hum apne rights ko nahi pehchanenge, tab tak nizam nahi badlega. Agar aapko lagta hai ke ye baat har Pakistani tak pohnchni chahiye, toh is video ko zaroor share karen.
Mazeed legal awareness aur informative content ke liye subscribe karen: Advocate Mathura.
🥺🥀🕊️
